Is jahan mai nahi koi thhikana
Dund raha mai ik aashiyana
Unki hakiqat ko jab Maine Jana
Ha mai deewana ha mai deewana
Sabki hakiqat mujhko pata hai
Kya mere dil mai hai mujhko pata hai
Apni adao ka jalva dikhakar
Bada mere dil mai uska pata hai
Andhere se ujalo ki or
Nadi se kinaro ki or
Nahi thama yahi safar
Milkar chale baharo ki or