Pyar kiya to nibhaya karo,
Deke dard judai ka na mujhe yu tadpaya karo,
Na lo meri mohabbat ka imtehaan,
Kya kami rah gai meri mohabbat me ye to btaya karo,
Sath na dena ho yadi to sapne na dikhaya karo,
Jana ho dur hi agar to kisi ke zindagi me na yu aaya karo,
Kar ke wada sath nibhane ka,
Mujhe yu akela na chhod jaya karo,
Ae pal ab tum hi es jawane ko samjhaya karo,
Kisi bhi ajanabi ko yu na dil me basaya karo,
Najane kitne aashiq jale honge kisi Ki mohabbat me,
Ai khuda aashiqo ko yu kisi ke mohabbat me na jalaya karo,
Na tadpaya karo.....